The song is from the TV program “Satyamev Jayate”, hosted by Mr.Amir Khan. The song is about the women becoming independent in herself and proclaiming her value to the world. She is now confident and self reliant. Check out the lyrics. I was inspired to search for songs by satyamev jayate.
“Babul pyare sajan sakhare suno meri mayiya
Bojh nahi mai kisi k sar ka na majhkar mai naiya
Patwar banungi, lehron se ladungi
Arrey mujhe kya bechega rupaiya.
Ho arrey mujhe kya bechega rupaiya
Ho o oo
Kal baba ki ungli ko thame chali thee
Kal baba ki lathi bhi ban jaungi
Ama tere kkharonde ki chidiya hun mai
Dana lekar hi ghar wapis aungi
Jiski fitrat mai hai rakt samayi nahi
Jisko dollat se zada mehkhayi nahi.
Aise sajan ki mujhko zaroorat nahi
Na kehne kya sunnlo muhrat yahi
Akeli chalungi, kismat se milungi
Arrey mujhe kya bechega rupayiya
Oh arrey mujhe kya bechega rupaiya
Dil se dil k taar to jude nahi
To rasmo pe daulat ye kahe bahe
Hum to pyar k khwahish mai rishte bune
Or rishto mai lalach hamka hai sahe
Kya shadi k age zindagi hi nahi
Jo shadi hisabo ki kewal hai rahi
Aisi shadi ki mujhko zarurat nahi
Na kehne kya sunlo muhurat yahi
Subah se khilungi
Ratiya se kharungi
Arey mujhe kya bechega rupaiya
Oh arey mujhe kya bechega rupayia”
Download Link: Arrey mujhe Kya kharidega Rupaiya.mp3
You Might Want To Check Out:
by Adwiteeya Agrawal
Indeed a good and soothing song and highlights the plight of women in India…
Aaaayeee!! :-D
another set of heart warming lyrics! :-) they actually make you think about the evils of dowry!